“दर्द को लफ़्ज़ों में लिखूंगी…” 💔

Image
मैं लिख पाऊँ कुछ तो, ✍️ मैं खुद को लिखूंगी.. 💫 खुद के हिस्से का, दर्द, ग़म सब लिखूंगी.. 💔 वो मायूसी भरे दिन, वो रोती हुई रातें लिखूंगी.. 🌙😢 कुछ ख़्वाब अधूरे, कुछ शिकायतें लिखूंगी.. 🌫️ कुछ शोर अपना, कुछ सन्नाटे लिखूंगी.. 🔕 सबसे दूर, खुद के करीब लिखूंगी.. 🖤 मैं खुद को, बदनसीब लिखूंगी.. 💔 लिखूंगी खुद को खुली किताब में, फिर उस किताब को बेनाम लिखूंगी.. 📖 खामोश लफ़्ज़ों में, अपनी ही आवाज़ लिखूंगी.. 🤍 जो समझ ना पाए कोई, वो हर एहसास लिखूंगी..  जो खो गया रास्तों में, उसे याद बनाकर लिखूंगी.. 🌫️✨ @Soniya_Chouhan

Suno....!! Acche Lagte Ho Tum...!!


💏💏Suno......!!! Acche Lagte Ho Tum Mujhe,💏💏
Mai Apne Dil Ko Bhut Samjhati Hu...!!❤
But Ye Tumhe, More Than Friend Ke Alawa,
Kuch Or Samjhta Hi Nhi.😜
Kya Kru Mai?
Tumhi Bata Do,
😑
Jab Tumse Accha Koi Option, Dikhta Hi Nahi..😊
Tumhe Meri Friendship Chahiye,
Aur Wo Bhi Pakke Wali,🤗
Lekin Kese Chor Du Mai apne Dil Ko Akela,
Jo Barso Se Hai Khali,😫
Bna lo na Mujhe Khud Ka,
Mai Or Kuch Mangati Bhi Nahi,😋
Suno.......!!!
Acche Lagte Ho Tum,
Mujhe Tumse Accha Or Koi Chahiye Bhi Nahi.😘
Ye na karu, Wo na karu😟
Ab mai karu, To Kya karu?😒
Tumhare Sath Pata nhi Kyu Mai Badal Si Jati Hu....!!🙂🙃
Yar, Agar Koi Alg Rasta Hai Tumhara,
Ya koi or manzil tay hai tumhari, To Bata do na mujhe.🙄
Kya Chupa Ke Rakhte Ho Is smile ke piche,
Wo sare raaj dikha do na mujhe.😁
Mai Sirf Tumahari Wazah bnna chahti hu,
Mujhe bewajah koi chahiye bhi nahi,🥰
Suno.......!!!
Acche Lagte Ho Tum,
Mujhe Tumse Accha Or Koi Chahiye Bhi Nahi.😘

Yaar dekho bata do saf saf kya chlta rehta hai tumhare man mai,☺
Tum bhi kuch feel karte ho mere liye,
Ya bas mai jee rahi hu isi galatfehmi mai😑
Mai kehna chahti hu tumhe ki ab yaad aane lagi hai tumhari🙈
Kisi aur ki yaad ab jyada khaas aati nahi,😥
Suno.......!!!
Acche Lagte Ho Tum,
Mujhe Tumse Accha Or Koi Chahiye Bhi Nahi.😘
Yaad hai?
Dekho mai bhi thode secrets rakh leti hu😝
Batane mai kya hai,
Ya ishaara hi kardo koi ki mujhe like karte ho😍
Mujhe nahi pata but ab tum na, Meri Aadat ban gye ho😁
Pehle mera dil pura tha❤
Fir aadha hua💔
Aur ab tum us aadhe dil ka hissa ban gye ho🙈☺
Bas itni se hi to zaroorat hai meri,🥰
Isse jyada zaroorat mai rakhti bhi nahi,❤
Suno.......!!!
Acche Lagte Ho Tum,
Mujhe Tumse Accha Or Koi Chahiye Bhi Nahi.😘

Wo tera jaate jaate,
Mujhe mud mud kar dekhna🙈
Haan usi lamhe ki khwaish hai mujhe ,
Tere bina or koi lamhe ki mujhe zaroorat nahi,🙂😍

Jab Tum Mujhe Pyaar Se Babu Keh Kar Pukarte ho🤗
Bas wo alfaaz hi to sunna Chahti hu,

Isse Jyada Mujhe koi or alfaaz pasand aate hi nahi💏
Jab un pyaar bhari nigaho se dekhte ho na mujhe,
Bas wo nazara hi to chahiye ,
Isse khoobsurat Nazara or kuch hoga bhi nahi😇
Suno.....!!
Acche Lagte Ho Tum,
Mujhe Tumse Accha Or Koi Chahiye Bhi Nahi😍
Wo tere sath Long Drive Par jana,
Or tere side ki sit par beth kar , Wo romantic song sunna,
Han wahi rasta hi to chahiye mujhe,
Or bade raste ki mujhe khwaish nahi😊
Wo Tera mujhe yaad dilana ki kitna important hu mai tumahare liye,
Bas wo importance hi to chahiye ,
Tujhse jyada mere liye or koi important hai hi nahi,💖
💏💏Suno......!!! Acche Lagte Ho Tum Mujhe,💏💏
Mujhe Tumse Accha or Koi Chahiye Bhi nahi💏



@Ziddi Kuri Soniya

Comments

Post a Comment

thanks for read my blog.